Heavenking bizz world pvt.ltd.
Heavenking Atomic Brain
Axis Airtel RuPay Credit Card – Best Offer for Airtel Users!
Agar aap Airtel SIM, Broadband, ya DTH istemal karte hain, to is card se har bill payment par bhari cashback paayein:
-
- 25% Cashback: Airtel Thanks app se Airtel Mobile, WiFi, aur DTH bill bharne par.
- 10% Cashback: Zomato, Blinkit, aur District Movies par order karne par.
- 10% Cashback: Airtel Thanks app se Bijli aur Gas bill payment par.
- 1% Cashback: Sabhi RuPay UPI payments par.
Kaun Apply Kar Sakta Hai?
-
- Umar: 21 se 65 saal
- Documents: PAN Card, Aadhaar Card (mobile number link hona zaroori hai), aur Income Proof.
- Zaroori Shart: Card milne ke 30 din ke andar kam se kam ₹100 ka transaction karna zaroori hai.
